technology

3
Poems TECHNOLOGY KA BHOOT Sune bahoot tarike ke bhoot Par ni suna koi aisa bhoot Jo machay har taraf loott Yahi hai asli bhoot Aaj ka hai ye jamana technology ka Technology ka deewana hai har koi Bina technology har samay lagay begana Chahe Bharat ho ya Lanka Har jagah bajta hai danka Sirf technology ka technology ka Aaj ka ye ajib jamana dekho Ghar me chahe khane ko na ho sara Hota hai ghar mein technology ka bol bala

Upload: raghav

Post on 12-Sep-2015

214 views

Category:

Documents


2 download

DESCRIPTION

tech

TRANSCRIPT

PoemsTECHNOLOGY KA BHOOTSune bahoot tarike ke bhootPar ni suna koi aisa bhootJo machay har taraf loottYahi hai asli bhoot

Aaj ka hai ye jamana technology kaTechnology ka deewana hai har koiBina technology har samay lagay beganaChahe Bharat ho ya LankaHar jagah bajta hai dankaSirf technology ka technology ka

Aaj ka ye ajib jamana dekhoGhar me chahe khane ko na ho saraHota hai ghar mein technology ka bol balaIs technology ka dekho roop naya Har vyakti k paas hai phone nayaAankde bayaan krte hai sab kuchChahe aadmi hai BPL ya paisewalaHar kisi pe bhoot sawar hai techonology ka

Man mein yahi sawaal ata baar baarTechnology na hoti to aadmi kaise hota us paarPar naya roop dekho technology kaKuch deti hai to kuch leti bhiJeewan aasan banati hai asaanPar kr deti hai beemarIs technology ne to kudrat ko bhi kr diya beemarChaaro aur nazre dodaa k to dekhoHr taraf hai prodooshan baram baarPhir bhi is jamaane ko to dekhoIspe abhi bhi hai technology ka bukhaar

RIGHTLY WRITTEN BY

RAGHAV PAHWA14 MARCH 2014