jo ghair the wo isi baat par humaare hue

1
Jo ghair the wo isi baat par humaare hue Jo ghair the wo isi baat par hamare hue Ke hum se dost bohat be'khabr hamare hue Kisay khabar wo mohabbat thi ya raqabat thi Bohat se log tujhe dekh kar hamare hue Aab ik hajoom-e -shiksta dilaan hai sath apne Jinhain koi na mila humsafar hamare hue Kisi ne gham to kis ne mizaj-e-gham bakhsha. Sab apni apni jagah chaaragar hamare hue Bujha ke taaq ki sham'en na dekh taaron ko Isi junoo.n main to bar'baad ghar hamare hue Wo aitamad kahan se Faraz lain ge Kisi ko chor ke wo ab ager hamare hue ( Ahmed Faraz )

Upload: tariqraza

Post on 26-Dec-2015

3 views

Category:

Documents


0 download

DESCRIPTION

Jo Ghair the Wo Isi Baat Par Humaare Hue

TRANSCRIPT

Page 1: Jo Ghair the Wo Isi Baat Par Humaare Hue

Jo ghair the wo isi baat par humaare hue

Jo ghair the wo isi baat par hamare hueKe hum se dost bohat be'khabr hamare hue

Kisay khabar wo mohabbat thi ya raqabat thiBohat se log tujhe dekh kar hamare hue

Aab ik hajoom-e -shiksta dilaan hai sath apneJinhain koi na mila humsafar hamare hue

Kisi ne gham to kis ne mizaj-e-gham bakhsha.Sab apni apni jagah chaaragar hamare hue

Bujha ke taaq ki sham'en na dekh taaron koIsi junoo.n main to bar'baad ghar hamare hue

Wo aitamad kahan se Faraz lain geKisi ko chor ke wo ab ager hamare hue

( Ahmed Faraz )