is parcham ke saaye talay hum aik hain
DESCRIPTION
Is Parcham Ke Saaye Talay Hum Aik Hain Milli Naghma of Pakistan. One of the heart touching national song of Pakistan.TRANSCRIPT
Milli NaghmayIs Parcham Kay
Saaye Talay
UrduHelpline.blogspot.com
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Sanjhi apni khushyan aur gham aik hain hum aik hain
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Aik chaman kay phul hain saray aik gagan kay taray
Aik samandar mein girtay hain sab daryaon kay dharay
Juda juda hain nehrain, sargam aik hain hum aik hain
• Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
• Aik hi kashti kay hain musafir aik manzil kay rahiApni aan par mitnay walay hum janbaz sipahiBand muthi ki surat ki bahum aik hain hum aik hain
• Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Pak watan ki izzat hum ko apni jan say pyariApni shan hai in kay dam say yeh hai aan hamariApnay chaman mein phul aur shabnam aik hainIs parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Sanjhi apni khushyan aur gham aik hain hum aik hainIs parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain
Is parcham kay saye talay hum aik hain hum aik hain