aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo , mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

33
hanske mar jaane ki Tayyari hai, Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai Rishta banaya hai to nibhayenge, Har pal aapko hasayenge- satayenge, Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki, Hum hi msg kr-kr ke apni yaad dilayenge. Na aana usse leke mere janaze mein, Meri Mohabbat ki tauhin hogi, Main 4 logon ke kandhe pe hounga, Aur meri jaan paidal hogi.

Upload: bryce

Post on 24-Feb-2016

170 views

Category:

Documents


1 download

DESCRIPTION

Aap pe kurbaan hmari Yaari hai , hanske mar jaane ki Tayyari hai , Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai. - PowerPoint PPT Presentation

TRANSCRIPT

Page 1: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai,Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai

Rishta banaya hai to nibhayenge,Har pal aapko hasayenge-satayenge,Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki, Hum hi msg kr-kr ke apni yaad dilayenge.

Na aana usse leke mere janaze mein,Meri Mohabbat ki tauhin hogi,Main 4 logon ke kandhe pe hounga,Aur meri jaan paidal hogi. 

Page 2: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Zindagi... Cigarette ki tarah hoti hai, Enjoy karo... Warna... Sulag to rahi hi hai, khatam to waise bhi ho hi jayegi. Gud Day!

Khwaish aisi karo ki aasman tak ja sako,Dua aisi karo ki khuda ko pa sako,U to jeene k liye pal bahut kam hai,Jiyo aise k har pal mein zindgi pa sako..!

Dil kare Geet Ban Ke Tere Bullan Te Aawan,Dil Kare Panchi Ban Ambari Udd Jaava,Dil Kare Banna Ek Taara Kade Chamka Kade Tutt Jaava,Dil kare Banna Teriyan Akhan De Hanjhoo Te Tere Saare Dukh Pee Jaava!

Page 3: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Jahan ki gurbat me sukun nahi ayega,Gam-e-tohin se kubul nahi ayega.Maklul ki fitrat he ye kafir,Dimag fat jayega par ye sher samajh nahi ayega.

Wo yaron ki mehfil wo muskrate pal,Dilse juda hai apna bita hua kalKabhi guzarti thi zindgi waqt bitane me,Ab waqt guzar jata hai chand kagaz k note kamane me.

Nakaam si koshish kiya karte hain,Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain

Page 4: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Apne gamo ki yu numaish na kar,Apne nasib ki yu aazmaish na kar,Jo tera hai tere dar pe khud ayega,Roz roz use pane ki khwaish na kar!

Har khomoshi mein ek baat hoti hai,Har dil mein ek yaad hoti hai, Aapko pata ho ya na ho par aapki khushi k liye roz fariyad hoti hai.

Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai.

Page 5: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Kanjoos ki zindagi kya jeena, kabhi humari tarah bhi jiya karo,Roz mere sms padh kar sharam nahi aati, kabhi khud bhi SMS kiya karo.

Aap khubsurat hain itne, ke har shakhs ki zuban par aap hi ka tarana hai, hum nacheez to kahan kisi ke kaabil, aur aapka to khuda bhi diwana hai. Good Morning.

Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo, mehfil mein hamara mazaak na udaya karo, Is par aansu bole mehfil mein tumhe akela paate hain isliye chale aate hain.

Page 6: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Ae kalam ruk ruk ke chal ek adab ka mukaam hai,teri nok ke neeche mere mehboob ka naam hai

Chaand to nikla hai magar yeh raat na hai pehli si,Yeh mulaaqaat, mulaaqaat na hai pehli si,Ranjh kuchh kum to hua aaj teray milne se,Yeh alag baat ke yeh baat na hai pehli si.   Zindagi behaal hai, Sur hai na taal hai,Msg box bhi kangal hai,kya aapki sms factory me hartal hai,Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai.

Page 7: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho?Husband: 15 din aur ruk jao.

Na moh na maya hai, Aalas tumhi ko aaya hai, Humein bhi msg kar k dekh lo, Nokia/Motorola/Sony ne ye mobile sirf tumhari GIRLFRIEND k liye nahi banaya hai.

Bhool Se Agar Koi Bhool Hui,To Bhool Samajke Use Bhool Jana,Arey Bhoolna Sirf Bhool Ko,Bhoolkar Bhi Hume Na Bhool Jana.  

Page 8: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Yaad hum bhi aapko karte hai, Yaad aap bhi hame karte hai,fark itna hai hum yaad ane par sms karte hai,Aur aap sms ane par yaad karte hai.

Raaz dil ka dil mein chupate hai woh, samne aate hi nazar jhukate hai woh,Baat karte nahi, ya hoti nahi, Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.

Hum dua karte hain Khuda se,ki wo aap jaisa dost aur na banaye,Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,kahin wo bhi common na ho jaye!

Page 9: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Daulat Aur Sohrat sabke Pas Hai,Khushiya Aur Ghum Sabke Naseeb Mein Hai,Pyar Aur Nafrat Sabke Dil Mein Hai,Par Khush-naseeb Hai Hum kyonki Tum Jaisa Dost Hamare Pas hai

Aapki muskan hamari kamjori hai,Keh na pana hamari majburi hai,Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?

Tere DIL mein rahenge SMS bankar,Dhadkano mein bajenge RINGTONE bankar,Kabhi apne DIL se juda mut Samajana,Hum tere saath chalenge NETWORK bankar!

Page 10: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Khuda kisi ko kisi pe fida na kare, Kare to qayamat tak juda na kare,Yeh mana ki koi marta nahi judai mein, Lekin jee bhi to nahi pata tanhai me.

Soch ko badlo, sitare badal jayeng,Najar ko badlo, nazare badal jayenge,Kashtiya badalne ki jarurat nahi,Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge.

Do pal ki bhi khushi na mili to kya, hua umr bhar gam ke sahare ji lenge,Kya hua jo hamari girlfriend nahi, hum aapki girlfriend ke sahare ji lenge.

Page 11: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Dil ke dard ko dil todne waala kya jaane,Pyaar ke rivajo ko ye jmaana kya jaane,Hoti hai kitni takleef kabar mein,Upper se phool chadane waala kya jaane

Dil do to kisi ek ko,Aur do to kisi nek ko...

Jo samjhe pyaar ke matlab ko..

Jab tak saccha dildar na mile,

Try karte raho har ek ko.  

Sooni zindagi main hulchul mehsus hui,Bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui,Jaane kyun aaj aisa laga,Shayad aapki kami mehsus hui.

Page 12: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Har khushi teri taraf mod doon,Tere liye chand taare tak tod doon,khushiyo ke darwaje tere liye khol doon,Itna kaafi hai ya do chaar jhoot aur bol du.

Judai apki rulati rahegi,yaad apki aati rahegi,pal pal jaan jati rahegi,jab tak jism mein hai jaan,Har saans ye rishta nibhati rahegi.  

Jab dosti ki dastan waqt sunayega,Tumko bhi koi shaks yaad ayega,Tab bhool jayenge zindgi ke gam ko,Jab apke sath guzara samay yaad ayega.

Page 13: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Har daag, daag nahi hota, har yaar wafadar nahi hota,Yeh to dil milne ki baat hai, varna saat pheron mein bhi pyar nahi hota.

Qayamat tak tujhe yaad karenge,Teri har baat par aitbaar karenge,Tujhe SMS karne ko to nahi kahenge,Par phir bhi tere SMS ka intezar karenge.

Koi ankhon se baat kar leta hai,Koi ankhon mein mulakat kar leta hai,Bada mushkil hota hai jawab dena,Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.

Page 14: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste, Anjane mod par kuchh log dost ban jate hain, Milne ki khushi de ya na de, bichhadne ka gam zarur de jate hain.  

Ai mere humnashin chal kahin aur chal,Is chaman mein ab apna guzaara nahin,Baat hoti gulon tak to seh lete hum,Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin.Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,

Zindagi ki akhari sham aa jaye,Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,Hamari zindagi apke kam aa jaye.

Page 15: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Apni Surat ka kabhi to didaar de,Tadap raha hu kabhi to apna pyaar de,Apni awaaz nahi sunani to mat suna,Kam se kam ek Missed call he maar de

Pyar ko mat chhupao, usey zarurat hai jatane ki, Apni pratibhaon ko mat chupao,

unhe zarurat hai badhane ki, Ab aur perfume mat lagao, tumhe zarurat hai nahane ki.

Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai,Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar jhukake Sharmane ki Aadat hai.

Page 16: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Log kahtey hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi,Magar voh kya jane ki dhoka bhi zindagi deti hai maut nahi

Sitaron se agey jahan aur bhi hein,Abhi Mohabbat k imthan aur bhi hein,Tum hi nehi jalatey mere dil ko,College mein Ladkiyan aur bhi hein

Sabne kaha Dosti ek Dard hai,Humne kaha Dard kabool hai,Subne kaha is Dard ke saath Jee na Paogay,Humne kaha teri Dosti ki saath Marna kabool hai

Page 17: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Mombati ke andar ka dhaga bola, Main jalta Hoon to tu kyon pighalti hai?Mombati boli, Jisko dil mein jagah di woh Bichade to aansoo to niklenge hi.

Kasur na unka hai na mera, Hum dono hi Rishton ki rasmein nibhate rahe,Woh dosti ka ehsaas jatate rahe, Hum mohabbat ko dil mein chupate rahe.

Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai.

Page 18: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Khuda se maine ek dua mangi, dua me apni maut mangi,Phir khuda ne kaha maut to tujhe me de du par usko kya kahu jisne teri lambi umar mangi.

· Khidki se dekha to raastey pe koi nahin tha,Khidki se dekha to raastey pe koi nahin tha,Raaste pe jaake dekha to khidki pe koi nahi tha

· Kalam pharke ohde te kuch likhan lagga, das ohda bholapan likhan ya ohdi chaturai likhan,Dona rahaan te ake mere hath ruk gaye, das ohda pyar likhan ya ohdi judai likhan,

Page 19: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

Hasse lut ke oh dilan de haal puchdi, das ohdi majburi likhaan ya bewafaai likhan

· Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhar de, Hamsafar aisa ho jo andheron ko roshan kar de, Dost aisa ho zindagi ko khushi aur mobile ko SMS se bhar de... · Vakhre subha de sade sajan payare,kadi gusa jeha aanda kadi lagan piyare,gal guseh wali karde gusa aan v na dinde,pehla dil taur dinde phir ron v na dinde...

Page 20: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Pyar Karnewalon ki kismat kharab hoti hai,Har waqt inteha ki ghadi sath hoti hai,Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena,Dosti har rishtey se lajawab hoti hai

· Ankho me aansuo ko ubharne na diya,Mitti ke motiyo ko bikharne na diya,Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan,Us raah se kisi ko gujarne na diya

· Unj tenu Rab diya rehmata batheriya,jithe kite jaye galla hundiya ne teriya,Par jinne joge assi unni karange zaroor,Koi saade like sewa hove dasana zaroor  

Page 21: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Sawaal paani ka nahi, Pyaas ka hai,Sawaal maut ka nahi, Saans ka hai,Dost to duniya mein bahut hain magar,Sawaal dosti ka nahi Vishwas ka hai

· Suna hai asar hota hai baaton mein, Aap bhi bhul jaoge Do-Chaar mulakaton mein,Lekin humse bachkar kahan jaoge, Aapki dosti ki lakeer hai mere haathon mein

· Aapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiyeBas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye  

Page 22: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Tu te hor kisse di ho gayi ni sannu laake Jhoothe laare,Galiyan de vich rulde phirde ni assi Naina de Vanjaare...

· Baanh phad ke rok lende tenu, je sada chalda koi zor hunda,Asin tere layi kyon ronde, je tere varga koi hor hunda...  · Adhi raat ik supna aan khloh janda,fir sauna aukha ho janda,pyar tere da dard meri nas nas to janda,saun rabb di main pyar nehi kita, eh pyar taan aap hi ho janda!

Page 23: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Jee karda hai tere kol aake ruk javan, Hanjhu ban ke akhan cho teriya galan te aake suk javan, Rabb hor kujh deve na mainu bas teri bukal vich aake mukk javan

· Dosti ke mayne hamse kya puchte ho,Hum abhi in baton se anjaan hain,Sirf ek gujarish hai ke bhool na jana hame,Kyonki aapki dosti hi hamari jaan hai.

· Saton Aasmaon ki sair ham kar aaye,Har ek tare se Dosti kar aaye,Ek Tara khas tha jise hum apne saath le aaye,Varna aap hi Sochiye ki aap is zameen par kyoon aaye?

Page 24: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Legs utha ke karo,Tange faila ke karo,Ghuma ghuma ke karo,Aage peechey dono taraf karo,Jitna karoge utna halka mehsoos hogaOye I'm talking abt Yoga  

Hotho se jo choo liya,Ehsaas Ab tak hai,Aankhe Nam hai, Aur sanson mein Aag ab tak hain,Aur kyon na ho... Khayi Bhi to 'HARI Mirch' hai.  

· Har phool ki ajab kahani hai,chup rehna bhi pyar ki nishani hai,kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai,lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.

Page 25: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· BARTAN LOHE DE KADE TUTTDE NAHIN,

MAALI APNE BAAGH NU KADE PUTTDE NAHIN;

TUTT JANDE NE KAI BAAR KHOON DE RISHTEY,

PAR RISHTEY DOSTI DE KADE TUTTDE NAHIN.

· Waade bhi dost ne kya khub nibhaye,Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye,Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,Maut se pehle hi dost kafan le aye  

· Suraj paas ho na ho, Roshni aaspaas rehti hai,Chand paas ho na ho, Chandni aaspaas rehti hai,Waise hi aap paas ho na ho,Apki Yaadein hamesha saath rehti hai!

Page 26: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi,Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi,Is umar key sehra say teri yaad ka baadal,Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi,  

· Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,Tanhai main sheher basaaya karta hai,Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,Deewaroon ko dard sunaya karta hai,Ro daita hai aap hi apni baatoon par,Aur phir khud ko aap hansaaya karta hai.

· Kal mila waqt to zulfein teri suljha doonga,Aaaj uljha hoon zara waqt ko sulajhane mein,Yun to sulajh jatee hain uljhi zulfein,Umar kat jati hai waqt ko sulajhane mein.  

Page 27: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Kaash is dil ki awaz mein itna asar ho jaye,Hum apko yaad karein, aur aapko khabar ho jaye,Khuda se maangte hain ki aap jise bhi chaho,Woh zindagi ki raah mein apka humsafar ho jaye.  

· Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati hai,Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai.Apni yadon se keho ki yun na sataya kare,Neend aati nahin aur raat guzar jati hai.

· Abhi to Baaj ki asali udaan baaki hai,Abhi to aapka imtihan baaki hai,Abhi tak to aapne zamin dekhi hai,Abhi to pura aasmaan baaki hai.

Page 28: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Zindagi hai to khwab hain,Khwab hain to manzilein hain,Manzilein hain to raste hain,Raste hain to Mushkilein hain,Mushkilein hain to MAIN HOON NAA.

· Ret pe naam kabhi likhte nahin, kyonki ret pe likhe naam kabhi tikte nahin,Aap kehte ho tum patthar dil ho, par patthar pe likhe naam kabhi mitte nahin.

· Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,Hamne khud ko khushnaseeb paya,Tamanna thi ek pyare se dost ki,Khuda khud dost bankar chala aaya.

Page 29: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Mit gaye hain sab zakham,Bas nishaan baaki reh gaya,Saza puri ho gayi,Karna gunaah baaki reh gaya.

· Jeena chahte hain magar zindagi raas nahi aati,Marna chahte hain magar maut paas nahi aati,Bahut udas hain hum is zindagi se,Unki yaadein bhi to tadpane se baaz nahi aati.

 · Tu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gam nahi,Par teri ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi.

Page 30: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Ek ada aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki,Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki.  

· Kuch nasha to aapki baat ka hai,kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,humein aap yun hi sharabi na kahiye,is dil par asar to aap se mulakat ka hai!  

· Yaar yarran nal hasde rehnde,Te yaar yarran nal gusse,Aa sajna gal lag miliye,kite mar na jaiye russe.  

Page 31: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Woh inkar karte hain ikrar ke liye,Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,Ulti chaal chalte hain yeh ishq karne wale,Ankhein band karte hain didar ke liye.

· Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai,Aap karib ho to apnapan hai,Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.

· Woh ruthte rahe hum manate rahe,Unki raahon me palkein bichate rahe,Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.

Page 32: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Manzil unhi ko milti hai, Jinke sapno me jaan hoti hai,Pankh se kuchh nahi hota, Hauslon se udaan hoti hai.

· Teri dosti hum is tarah nibhayenge,Tum roz khafa hona hum roz manayenge,Par maan jana manane se,Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.

· Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,Dil se main naraaz tha,Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.....

Page 33: Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo ,  mehfil mein hamara mazaak na udaya karo ,

· Kismat par aitbar kisko hai,Mil jaye khushi inkaar kisko hai,Kuch majburian hain mere dost,Warna judai se pyaar kisko hai.

· Chand lamhon ki zindagani hai, nafraton se jiya nahi karte,lagta hai dushmanon se guzarish karni padegi, dost to ab yaad kiya nahi karte