work ethics "iklaqiat" presentation

12
ETHICS PRESENTATION DIT(1 ST ) SUBMITTED TO: MISS SAHER Tanveer Ahmed

Upload: tanveer-ahmed

Post on 13-Jul-2015

103 views

Category:

Education


1 download

TRANSCRIPT

Page 1: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

ETHICS PRESENTATIONDIT(1ST )SUBMITTED TO: MISS SAHER

Tanveer Ahmed

Page 2: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

IKHLAQIAT (ETHICS)

Ikhlaqiat KHULQ ki jamma hai jis k maniADAAT-o-KIRDAAR or MIZAAJ k hain.

Nafs ki wo halat jis sai INSAN k ACHAY yaBURAY AFAAL ka tayyun ho baghair kis

GHOR-o-FIKAR.

Page 3: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

ILM.E.IKHLAQYAT…

ARISTOTLE aur JOHN ky mytabiq

Ilme.e ikhlaqiat aisa ilm ha jis sa insani kirdar ki sahe qadro qeemat ka taiyuun ho sakay..

ROGERS ky mutabiq

Jis ilm ma insani kirdar par is haseyat sa behas ki jy k ye sawabo khair hain ya khatao shar.

Page 4: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

ILME.E IKHLAQIAT KA AGHAZ

Is ka aghaz hazrat NOOH(A.S) ky dor sa hwa

ILM-e-IKHLAQIAT ka Maqsad

Is ilm ka bunyadi maqsad ye ha k insan achai aur burai ma farq kar

sakay.insan ko is chez ky baray ma bataya jy k knsi chez us k lye

bheter ha aur knsi chez us k lye nuksan dah ha..

isi tarah ALLAH bhe insan ko 2 rastay batata ha.1 achai ka jo

rehman ka rasta ha..jo sedha rasta ha aur dosra shetan ka jo shar ka

rasta ha.

Page 5: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

ILM-E-IKHLAQIAT KY PEHLU1) Iradi pehlu

2) Ghair Iradi Pehlu

Iradi Pehlu wo hota ha jis ma insan koi kam

saranjam dainay sa pehlay us kam k karnay k planing

karta ha..

aur Ghair Iradi Pahlu wo hota ha achank sa sarzad ho

jy,,pehlay sa us kam k bary ma irada na kia hwa ho.

Page 6: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

(AYAT)

“Farmanay khudavandi ha k achy tareqay sa mubahsa kro”

Page 7: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

ILM-E-IKHLAQIAT KI IQSAAM

Achay ikhlaqBuray ikhlaq

achay ikhlaq ma dosro k sath achay tareqay sa pesh

ana,dosro ko apnay sa kamtar na samajna.ya sab chezay achay

ikhlaq ma ati hain.aur agr inhi chezo ko mutaradif dekha jy to

ye sab chezay buray ikhlaq ma ati hain.

Page 8: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

ACHAY IKHLAQ

Page 9: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

HADEES-e-NABWI(PBUH)

Page 10: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

ALLAMA IQBAL

Page 11: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

Buray ikhlaq

Jhotbolna.

Ghebatkarna

Takabbarkarna..

Kisi koapnay sakamtar

samajna.

Page 12: Work Ethics "IKLAQIAT" presentation

THANKS

ALLAH HUMAIN AMMUL KRNAY KI TOUFEEQ ATA

FARMAY.