fig benefits in urdu anjeer ke faide anjeer hindi

4
Fig benefits in Urdu Anjeer ke faide in Urdu and Roman Hindi Presented by: www.allHealthhere.com

Upload: health-tips

Post on 01-Jul-2015

5.420 views

Category:

Health & Medicine


2 download

DESCRIPTION

Anjeer | Anjeer Ke Fawaid | Fig Benefits In Urdu. Anjeer Ke Faide Anjeer Benefits Urdu Fig Leaves Anjeer In Quran. This slide is about anjeer. In this Slide you will find anjeer benefits in urdu (anjeer ke fawaid) in hindi,

TRANSCRIPT

Page 1: Fig benefits in urdu Anjeer ke faide Anjeer hindi

Fig benefits in UrduAnjeer ke faide in Urdu and Roman Hindi

Presented by:www.allHealthhere.com

Page 2: Fig benefits in urdu Anjeer ke faide Anjeer hindi

Fig Benefits in Urdu

• Fig (Anjeer) ka tree aik aam tree hai. Duniya ke mukhtalif hisson mein iss ki kasht hoti hai. Anjeer godeydaar phal (fruit) hai aur pakka phal (fruit) rasdaar hota hai. Chonkey is ka phal bohat jaldi kharab ho jata hai. Is liye aam taur se dry he farokht hota hai. Is ka mizaj garam o tar hota hai.

Page 3: Fig benefits in urdu Anjeer ke faide Anjeer hindi

Fresh Figs And Dried Figs

• Fresh figs mein pani ziyda hota hai aur protein, fats, carbohydrates kam hota hai. Jab ke dried figs mein ghizaiyyat ziyada hoti hai. Is ka khas juz sugar hai, jo 51 se 74 % hoti hai. Anjeer (Fig) ko dodh ke sath bhi istemal karte hain. Jab Anjeer (Fig) ko meyde ke sath khate hain to meyde ke qabz karne ka asar waste ho jata hai. Anjeer ko cake aur jam banana ke liye bhi istemaal karte hain. Fresh Anjeer ki ghizaiyat aur dru Fig ki ghizaiyyat aap table ke zariye maloom kar sakte hain.