face freckles removal tips in urdu

5
Face Frec kles Removal T ips In Urdu Pkhealthtips.blogs pot.com

Upload: health-tips

Post on 01-Jul-2015

303 views

Category:

Health & Medicine


1 download

DESCRIPTION

Face freckles removal tips in urdu. How to remove face freckles with natural treatment in urdu. Read slide and see more tips in Urdu.

TRANSCRIPT

Page 1: Face freckles removal tips in urdu

Face Freckles Removal Tips In UrduPkhealthtips.blogspot.com

Page 2: Face freckles removal tips in urdu

Freckles may be described as flat, round, dark coloured spots that range in size from about 2mm to 4mm. Freckles could be the result of pigment precipitation in one particular place, as generally the skin, surrounded by the spot is lighter in colour. Freckles are sensitive to the UV rays and hence appear more prominent during or after exposure to sunlight. Here are some natural remedies that will help you deal with freckles. Apply sour cream on your face. Gently wipe it off with a soft tissue and top it up with a moisturizer. Lemon juice is a tried and tested remedy for treating freckles. Apply lemon juice with your fingers on the affected area: it bleaches the dark spots.Problem is Facial marks on my face. What should I do? First of all don’t try everything on your face follow all suggestion. Blend together masur dal and almonds make paste. Use it daily at least 10 to 15 days; your problem will be solved. Read chehre ke daag, chehre ki hifazat, face care tips in urdu, face care for women, beauty tips in urdu.

Page 3: Face freckles removal tips in urdu

Chehre ke Daag:Chehre aur gallon par sufaid ratubat wale dane nikalte hain aur kafi taadad mein hote hain, kuch arse baad ghaib ho jate hain lekin thore dinon ke baad phir nikal aate hain, pehle rung gora aur saaf tha, mein medical ke shobe se wabistah hon.

Aap ne jo amal kia hai, is ko waqai tor par chor dein, ab is amal ko jari rakhain. Raat ko sone se pehle taza balayi lagane se pehle petroleum geli raat bhar lagi rehne dein phir subha ko achi tarah dho lein. Dusra maslah is se saaf zahir hota hai keh yeh infection hai. Rung saaf karne ki tarkeeb batayain?Koi bhi rung gora karne wali cream sara din nahi lagani chahiye.Chehre par surkh rung key baal hain, inhain kaise khatam karun?

Maslah aap ka jo hai is ka hal yeh hai keh aap in ke chehre ki hot wax ya cold wax kara lein aur agar mustaqil hal chahte hain to electrolysis kara lein.

Page 4: Face freckles removal tips in urdu

Mere chehre par danon ke gehre daagh hain, in ka hal bata dein?Sab se pehle to har cheez kisi ke mashware se chehre par nahi lagana chahiye aur agar koi cheez test bhi karni hai to hamesha kaan ke niche istemaal karein badam ko pees kar is mein thora sa besan aur chand qatre lemon aur thori si masur ki daal mila kar is ka paste bana lein aur phir rozanah chehre par lagayain, das se pandrah din is ka rozanah istemaal karein, aap ka maslah kisi had tak hal ho jaye ga.

Mara maslah yeh hai keh meri naak buhat moti aur bari hai sab mujhe daikh kar hanste hain koi aisa tareeqa batayain jis se meri naak patli aur choti ho jaye.Hum jis dor mein paida huye hain is mein medical science ne buhat taraqqi karli hai aur khas tor par surgery ne. Aap ke maslah ka hal plastic surgeon yaqinan kar sakte hain waise yeh tareeqah elaaj mehnga hai zarur hai magar is tarah ke masle ka hal in ke paas mojud hai. Aap kisi bhi bare shehar mein jahan plastic surgeon mojud hon in se raabtah karein.

Page 5: Face freckles removal tips in urdu

Meri rungut sanoli hai jis ki wajah se mein buhat hassas ho gayi hon. First year ki student hon meri umer 17 saal hai mein ne pehle kabhi munh par kuch nahi lagaya hai sanoli rungut ki wajah se buhat pareshan rehti hon. Mere khat ka jawab zarur dijyega. Saanoli rungut ki wajh se is qadar hassas hone wali baat samajh mein nahi aati hai kiun keh sanola rung to khubsurati aur kashish ki alamaat samjha jata hai lekin is ke liye zaruri hai ke aap apni jild sehat mand rakhein aur is ki hefazat is ko saaf suthra rakh kar karein. Sehat mand jild ke liye apni ghiza mein doodh, sabziyan, phal aur pani ka istemaal wafir rakhein. Safayi ke liye facial wash le lein aur normal rutien se hat kar din mein aik dafa is ko istemaal karein. Pehle sabun se hath dhoyain phir chehra ko sadah pani se dho lein. Jelly saaf cotton ke oper facial wash laga kar buhat halke hath se circle ki shakal mein chehrah aur neck par masaj karein aur phir ise dho lein.

Meri Website Visit Karne ke lie Yahan Click karien