concept of active awaiting of imam mahdi (as) - haqiqat-e-intezaar

13
Haqiqat-e-Intezar-e- Imam Mahdi (atfs) Wiladat-e-Imam-e-Zamana (atfs) par khususi session

Upload: islamic-presentations

Post on 23-Jun-2015

403 views

Category:

Spiritual


1 download

DESCRIPTION

The presentation on the topic of "Haqiqat e Intezar" is in Roman Urdu. It emphasizes on the reality of the concept of Intezaar (Awaiting of Imam Mahdi) during his occultation. Presentation covers reasons for Ghaibat, elongation of Ghaibat, What will be the main reasons for Zahur-e-Imam Mahdi (as), what is supposed to be our tasks and mindset while doing intezar and last but not least, our responsibilities during the era of occultation. Kindly review the PPT deck and give your feedback for improvement.

TRANSCRIPT

Page 1: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Haqiqat-e-Intezar-e-Imam Mahdi (atfs)

Wiladat-e-Imam-e-Zamana (atfs) par khususi session

Page 2: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Is session me hum kya discuss karege?

• Ghaibat ki wujuhat• Ghaibat tulani hone ki wajah• Ummat ki aamadgi• Imam (a) ka jald zahur kaise ho• Intezar kaise kiya jae• Intezar ke daur me hamara kirdar• Daur-e-Intezar me humari tayyariya

Page 3: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Imam Mahdi (a) Hadis-o-Quraan me:

11:86 - That which is left to you by God is better, if you are true believers

17:81 - And say: "Truth has come and falsehood nullified." Verily falsehood is perishable

Rasul-e-Khuda (s) ne farmaya:Jo bhi Qaem-e-Aale-muhammed (as) ka inkar kare, goya usne mera inkar kiya. (Bihar al-anwar, Vol. 51, p. 73)

Page 4: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Ghaibat ke wujuhat

• Imam Ali (a) se Imam Hasan Askari (a) tak, sabhi Imam

ko nasiran ki kami thi

• Imam Sadiq (a) ka khuruj se inkar - Imam (a) ne kaha ke

agar bhed ke ghund jitne bhi nasir hote to khuruj kar

deta

• Imam Mahdi (a) ki wiladat ke waqt ummat ki kam tadat

Page 5: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Ghaibat tulani hone ki wajah

• Jo wujuhat ghaibat ki hai, agar wo zarurat puri ho jae to zahoor ho jaega

• Imam ko naseran ki zarurat hai

• Ghaibat tulani hone ki wajah bhi yehi hai ke hum tayyar nahi hai

Page 6: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Ummat ki Aamadgi

• Log batil ke nizam se khush hai

• Jo log naraz hai unki narazgi me shiddat nahi hai

• Iska natija hum dusre nizam ki surat me talash kar rahe hai

• Lekin Imam e barhaq (a) ke nizam ka tasawwur zahan me nahi aa raha

Page 7: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Imam (a) ka jald zahur kaise ho?

• Hum khud ko aamada kare

• Aur muashre ko aamada karne ke liye jaddo jahad kare

• Aamadgi sirf dua tak mahdood na rahe

Page 8: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Imam (a) ka jald zahur kaise ho?

• Balke us simt me aage bade jis simt me Imam (a) apna nizam nafiz karege

• Wo simt hai "Adl o Insaf" ki raah

• Apni zindagi me aur apne mashre me "Adl o Insaf" nafiz kare

Page 9: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Intezar kaise kiya jae?

• Infiradi aamal ke sath, ijtemai aamal par zor

• Muashre ki aamadgi zahoor ke liye behtarin raahe hal

Page 10: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Intezar ke daur me hamara kirdar

• Tazkiya e Nafs, sabse zaruri amal

• Muashre ko Nizam-e-Khuda se aashna karana

• Qanun-e-khuda ko society me lana aur uski tableegh karna

Page 11: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

Daur-e-Intezar me humari tayyariya

• Kya hum khud sazi ke liye tayyar hai?

• Kya hum qanun e khuda ko jante hai, jo Imam (a) aa kar sari duniya me nafiz karege?

• Kya hum ye jante hai ke humare Mujtahedin isi qanun e khuda ke liye kaam kar rahe hai?

• Kya hum aaj ke dushman e khuda aur dushman e deen ko jante hai?

Page 12: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

• Agar hum aamada hai, to Allah (swt) hume is raste par sabit qadam rakhe

• Agar hum aamada nahi hai, to waqt hai ke hum aamada ho

Page 13: Concept of Active Awaiting of Imam Mahdi (as) - Haqiqat-e-Intezaar

• FA INNA HEZBOLLAHI HUMUL GHALIBUN(Holy Quraan)