bismillah hir rehmanir rahimmaroofpeer.com/pdf/shajra_english_ 2020.pdfshaheede karbala abul aayema...

20

Upload: others

Post on 01-Apr-2021

22 views

Category:

Documents


6 download

TRANSCRIPT

Page 1: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN
Page 2: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIM

LA ILAHA ILLAL LAHU MOHAMMADUR RASULLULLAHE (S.A.S)

SHAJRA-E- TAYYABA QADRIYA AALIYA KHULFAIYA

{QAWLAHUL-HAQ-VALAHUL-MULK}

{ALIF-LAAM-MEEM} {ALIF-LAAM-MEEM-SUWAD}

{ALIF-LAAM–MEEM-RAA} {ALIF-LAAM-RAA}

{KAAF-HAA-YAA-AAEN-SUWAD} {TAA-HAA}

{TAA-SEEN-MEEM} {TAA-SEEN} {YASEEN} {SUWAD}

{HAA-MEEM} {HAA-MEEM-AAEN-SEEN-QAAF} {QAAF} {NOON}

1} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT KHWAJA SHAIKH MOHAMMED

FAROOQUE SHAH" Qadri Chishti Aadil Fehmi Nawazi

"MAROOF PEER" madzillahul aa’li.

2} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz SHAIKHUL Aashiqeen Aariful Waaselin

"HAZRAT KHWAJA SHAIKH MOHAMMED ABDUL RAUF SHAH" Qadri

Chishti iftekhari "FEHMI PEER" madzillahul aa’li.

3} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz AALA-HAZRAT AZIMUL BARKAT

SHAIKHUL Waaselin Qutubul Aqtaab Aarif-e-Billah "HAZRAT KHWAJA

SHAIKH MOHAMMED HUSAIN SHAH"Qadri Chishti iftekhari

Al hasni wal hussaini "SARKAR PEER AADIL" Bijapuri{Rahematullah aleh}

Page 3: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

4} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz SHAIKHUL Kaam-e-Lin Aarif-e-Billah

"HAZRAT KHWAJA SHAIKH MOHAMMED MEHTAAB SHAH" Qadri bidri

{Rahematullah aleh }

5} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz KUD-DATUS SAAL-E-KIN SULTANUL

AARI-E-FIN "HAZRAT KHWAJA SAYYED MOHAMMED BADSHAH" Qadri

Chishti iftekhari yamni Qadeer {Rahematullah aleh}

"HALKATTA SHARIF"-"KARNATAK"

6} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz Maulana Murshidna SHAIKHUL Mashaikh

"HAZRAT KHWAJA SHAIKH KAREEM ULLAH SHAH" Qadri Chishti

iftekhari moinaabadi {Rahematullah aleh}. CHIDGUPPA SHARIF

7} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED SHAH

CHANDA HUSAINI" Chishti-ul-Qadri "SAKIN KINNI"{Rahematullah aleh}.

CHIDGUPPA SHARIF

8} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT ABDUL QADAR SHAH QADRI

HYDRABADI" {Rahematullah aleh} .

9} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT UMAR MAUJUD SHAH" Qadri

"RAJPURI" {Rahematullah aleh} .

10} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED IRFAN ALI SHAH" Qadri jawarsi sajjada-e-"HAZRAT CHIRAG DAHELWI

{Rahematullah aleh} . 11} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT MAULANA MAULWI SAYYED JAFAR ALI SHAH" Qadri "MAU-DODI"{Rahematullah aleh} . 12} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT MULANA KHWAJA SAYYED HASAN SHAH"Qadri "MAU-DODI"{Rahematullah aleh} . 13} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AKBAR ALI SHAH" Qadri " MAU-DODI"{Rahematullah aleh} . 14} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED MOHAMMED MEER-AL-MAROOF BEHLI SHAH" Qadri {Rahematullah aleh} .

Page 4: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

15} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED AMAR ULLAH SHAH" Qadri {Rahematullah aleh} . 16} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKH BAHAUDDIN SHAH" Qadri "SHAHABADI" {Rahematullah aleh} . 17} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKH NAJMUL HAQ SHAH" Qadri {Rahematullah aleh} . 18} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKH ABUL-MUKAARAM ABDUL AZIZ SHAH"Qadri"SHAKAR PARA"{Rahematullah aleh} . 19} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED SHAH IBRAHIM AL-HASNI AL-QADRI ERJI” {Rahematullah aleh} . ( DARGAH NIZAMUDDIN AULIYA ) 20} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT BAHAUDDIN SHAH" Qadri SHUTTARI" {Rahematullah aleh} . AURANGABAD 21} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AHMED SHAH” QADRI Al-Jeelani Al-Magribi Al-Shafaai {Rahematullah aleh} . 22} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED HASAN SHAH” QADRI BAGHDADI {Rahematullah aleh} . 23} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED MUSA SHAH” QADRI BAGHDADI {Rahematullah aleh} . 24} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED ALI SHAH” QADRI BAGHDADI {Rahematullah aleh} . 25} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED MOHIUDDIN SHAH” ABU NASAR QADRI BAGHDADI {Rahematullah aleh} . 26} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED UMADUDDIN SHAH” ABU ABDULLAH ABU SAALEH NASAR QADRI BAGHDADI {Rahematullah aleh} .

Page 5: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

27} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT TAAJUL AAR-E-FIN

SAYYEDINA TAAJUDDIN SHAH” ABDUL-RAZZAQ-JAMA-UL-IRAQ"Qadri

{Radi Allahu anhu} .

28} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKHUL MUTKADMIN WAL

MUTAKKHRIN GOUS-UL-SAQLEN KUTB-UL-KAUNEN AALE HASNAIN

NAJI-BUL TARFEN SAYYED-UL-AULIYA MEHBOOB-E-SUBHANI

ABU MOHAMMED MEERA MOHIUDDIN SHAIKH ABDUL QADIR JEELANI"

{Radi Allahu anhu} .

29} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKHUL AAR-E-FIN ABU

SAEED MUBARAK AL MAKHZUMI"{Radi Allahu anhu} .

30} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKHUL TAAL-E-BIN

KHWAJA ABUL HASAN ALI-UL-QARSHI AL HANKARI"{Radi Allahu anhu} .

31} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKHUL-SAAYEMIN-

ABUL-FARAH YUSUF AL-TARTOSI"{Radi Allahu anhu} .

32} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKH-UL-RAAKEIN

ABDUL WAAHID BIN ABDUL AZIZ TAMIMI"{Radi Allahu anhu} .

33} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKHUL WAASELIN

ABU BAKAR SHIBLI"{Radi Allahu anhu} .

34} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKHUL KAAM-E-LIN

SAYYADUL-TAAYEFA SHAIKHUL-MASHAIKH KHWAJA ABUL QASIM

JUNAID BAGHDADI"{Radi Allahu anhu} .

35} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKHUL AASHIQIN

KHWAJA ABUL HASAN SIRRI SAQTI"{Radi Allahu anhu} .

36} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SHAIKHUL SAAL-E-KIN

MAROOF KARKHI"{Radi Allahu anhu} .

Page 6: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

37} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYAD-UL-AAKEFIN

IMAM ALI RAZA" {ALE-SALAM} .

38} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYAD-UL-QAAZMIN

IMAM MUSA QAAZIM" {ALE-SALAM} .

39} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYAD-UL-AAREFIN

IMAM JAFAR SAADIQ" {ALE-SALAM} .

40} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYAD-UL-TAAHERIN

IMAM MOHAMMED BAQAR" {ALE-SALAM} .

41} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYAD-UL-AABEDIN

IMAM ALI IBNE HUSSAIN" ( IMAM ZAINUL AABEDIN ) {ALE-SALAM} .

42} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYAD-UL-SHAHDA

SHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN"

{ALE-SALATO- SALAM}

43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

SAYYEDINA IMAM HASAN" {ALE-SALATO-SALAM} .

44} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

IMAMUL-MUSLEMIN KHATI-MUL-KHULFAYE RAASHEDIN MAULAYE

MOMENIN MAZHAR-UL-AJAIB WAL GARAYAB NOOR-UL-MASHARIQ

WAL-MAGARIB BABUL IRFAN SHAARIH-UL-SIRRE WAL-QUR’AAN

KAASHI-FUL-RAMZ WAL ASRAR KASEM-UL-FAIZ WAL-ANWAR

ASADULLAH-UL-GALIB SAYYEDNA WA-MAULANA

ALI IBNE ABI TAALIB" { KARAM ALLAHA WAJHU } .

45} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT SAYYED-UL-MURSALIN

KHATEMUN NABBIYEEN SHAFI-UL-MUZNEBIN RAHMATUL-LIL-AALEMIN

IMAM-UL-AWWALIN WAL-AAKHERIN AHMADE MUJTABA

MOHAMMED MUSTAFA { SALLAL-LA-HU-TAALA ‘ALEH WASALLAM} .

Page 7: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

Sab se pahle Murid par farz hai aur lazim hai ke awwal apne Rahbaro Murshid

ko sab se Afzal w aala samjhe, is ki itteba aur taamile hukm me der na kare. Apne

Tamaam maamlaat me dil w jaan se apne Murshid ki Khushi aur raza mandi ko

muqaddam jaane aur sab ki mohabbat par ishq e Peer ko tarjeeh de. Akhfaaye

Raaz ko farz aur us ke izhaar ko na jayez jaane aur jo tum ko taaqidan kaha gaya

hai us ke hasil karne me koshish kare.

Hadees shareef me hai

Tarjuma: Insaan ki saanse ginti ki hoti hain aur jo saans baghair Zikr (La Ilaha

Illallahu Mohammadur Rasoolullahe) ke nikle pas wo murda hai. Pas apni saanso

ki nigahdasht kare. Irshad hai “jo shaks Allah ka zikr karta hai aur jo nahi

karta hai in dono ki misaal zinda aur murda jaisi hai.”

(Bukhari Shareef: Hadees 6407).

Tarjuma: Zaban se zikr laqlaqa, Dil se zikr waswasa, Rooh se zikr mushaheda hai.

Pas jo halaat w iradaat ho wo zubani ya tahreeri ittela karte rahe aur apne

zaahir w baatin ko shariyate w tarikat ke mutabik dhaal le. Pas Sulook Ilallah w fi

Allah w Maa Allah maraatibe insaani w Ilaahi ka apne ikhtiyar w irade ainiyat ke

sath tay karna. Zikro fikr ye sab wasila hai wahdat ko pahochne ke liye urooj w

nuzool ka khayal rakhna lazmi hai.

Peer e Mugha siwaye milta nahi khuda bhi

Warna chupa ke surat jana hai sab kafan me

(Hazrat Peer Aadil R.A)

Page 8: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

Baad Hamdo Khuda w Naat Mohammed Mustafa S.A.W ke zaahir ho ke kalme me do

baat hain. Ek “La Ilaha Illallahu” se Allah taala ki wahdaniyat ka iqrar. Dusra

“Mohammadur Rasoolullahe” se Rasool ki Risalat ka iqrar. Jo ye Kalma sadqe dil se

na padhe wo kafir hai. Is waste har ek par farz hai jo haqeeqat e dil o Rooh se padhe

wo Momin bar haq hai.

Mohammed ka kalma magar tare dam se fariza hai padhna payam araha hai

Yaha Kalma go ke muqaddar khule hain Madine se unko salam araha hai

(Hazrat Peer Aadil R.A)

نلکممااللاعبدوایقوم قال غیرہ ا لہ م

Tarjuma: Farmaya Allah Taala ne ibadat karo tum Allah ki jo siwaye us ke maabood

aur maujood tum ko nahi hai. (Surah Airaaf Ayat 65)

Allah Taala Quran Majeed me Irshad farmata hai.

فترالم لہہاطی بۃ کشجرۃ طی بۃکلمۃمثلاللہضربکی عہہاو ثابت اص تی الس ماءفیفر ن کہل اہکہلہاتہو حی

ن رب ہاباذ

Tarjuma: Kya tum ne na dekha Allah ne kaisi misal bayan farmayi pakiza baat ki jaise

pakiza darakht jis ki jad qaayam aur shaakhe aasman me har waqt apna phal deta hai

apne rab ke hukm se. (Surah Ibrahim Ayat 24-25)

Kalmaye Tayyeba ki jad Qalbe Momin ki zameen me saabit aur mazboot hoti hai aur

is ki shaakhe yaani amal aasman me pahochte hain aur is ke samraat barkat w sawab

har waqt hasil hote hain Kalmaye Tayyeba duniya ka wahid darakht hai jo har waqt

phal deta hai.

ثۃ کلمۃ مثلہو ثۃکشجرۃ خبی تہث ت خبی قمن اج ضفو ر قرار من لہاماال

Tarjuma: Gandi baat ki misal jaise ek ganda ped ke zameen ke upar se kaat diya gaya

ab use koi qayaam nahi.

(Surah Ibrahim Ayat 26)

Page 9: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

Kyuke Kalmaye khabees ki jad us ki zameen me sabit w mustahkam nahi shakhe us ki

buland nahi hoti yahi haal hai kufri kalam ka ke is ki koi asl sabit nahi aur koi hujjat w

burhan nahi rakhta jis se istahkam ho na is me koi khairo barkat ke wo bulandi qubool

par pahoch sake.

Gandi baat ki misaal gande pani me jame hue kaai me ugne wale paude ki tarha hai ye

zubaan ki upri satah me rahta hai jise ek baccha bhi ukhad ke phek sakta hai.

Tarjuma: Irshade bari hai Allah Taala ne un ke dilo me Eimaan likh diya. (Yaani Sahibe

Eimaan wo log hain jo wahdaniyat par Allah ki aur Risalat par Mohammed S.A.W ki

dil se tasdeek karte hain).

Paighambare Islam ne farmaya, Eimaan raaz hai seene me momin ke, Islaam

aashkara hai is Raaz ka. ( Misbahul Hayaat Noorul Islam Page 71)

Jis ne Kalmaye Tayyeb ko baghair tehqeeq hazaar baar kaha wo kaafir hai.

(Gulzare Qadeer 15th edition Page 27) (Misbahul Hayat Zaadul Eimaan pg 180)

Hazrat Abu Hurairah R.A se murawwi hai farmate hain mai ne kaha Ya Rasool Allah

S.A.W Qayamat ke din aap ki shifaat se kaun sab se zyada bahra mand hoga. Huzur

S.A.W ne Irshad farmaya mai janta tha ke tum se pahle koi shaks is maamle me mujh

se sawal na kare ga. Kyuke maine Hadees ke malum karne me tum ko zyada harees

pata hu. Meri shifaat se baroze Qayamat wo shaks sab se zyada bahra mand hoga jo

khuluse dil se apni har saans me “La ilaha illahu Mohammadur Rasoolullahe ka zikr

ada kiya ho.

(Sahih Bukhari Kitaabul Ilm ke bayan me, Hadees no: 99/6570)

Page 10: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

Abu zar R.A ne bayan kiya, ke Nabi Kareem S.A.W ne farmaya ke jis bande ne bhi

Kalma “La Ilaha Illalhu” (Allah ke siwa koi mabood nahi) ko maan liya aur phir usi

par wo mara to Jannat me jayega. Maine arz kiya chahe us ne zina kiya ho, chahe usne

chori ki ho, Aap S.A.W ne farmaya ke chahe usne zina kiya ho, chahe us ne chori ki

ho, maine phir arz kiya chahe us ne zina kiya ho, chahe us ne chori ki ho. Farmaya

chahe us ne zina kiya ho, chahe us ne chori ki ho. Maine (hairat ki waja se phir) arz

kiya chahe us ne zina kiya ho ya usne chori ki ho. Nabi Kareem S.A.W ne farmaya

chahe us ne zina kiya ho chahe us ne chori ki ho. Chahe Abu zar ki naak par khaak

aalood ho jaye.

(Sahih Bukhari Hadees No: 5827 ,Sahih Muslim Hadees no: 273)

Abu saeed khudri R.A kahte hain ke Nabi Akram S.A.W ne farmaya: “Jahannum se

wo admi niklega jis ke dil me zarra barabar Eimaan hoga, Abu saeed khudri R.A ne

kaha: Jis ko shak ho wo ye ayat padhe “Allah zarra barabar bhi zulm nahi karta hai”

(Surah Nisa: 40)

(Sunan Tirmizi Kitab: Jahannum aur us ki holnakiyo ka tazkara Hadees no:

2598, Sahih Bukhari/Altauheed 24 (7439), Sahih Muslim/ Al Eimaan 81(183)

Anas R.A kahte hain ke Rasool Allah S.A.W ne farmaya: “Jahannum se nikle ga

(Shauba ne apni riwayat me kaha hai: (Allah Taala kahe ga, use jahanum se nikal lo)

jis ne Kalma [La Ilaha Illallahu] kaha aur us ke dil me ek jau ke dane ke barabar bhalai

thi, use jahannum se nikalo jis ne Kalma [La Ilaha Illallahu] kaha, aur us ke dil me

gehu ke dane ke barabar bhalai thi, use jahannum se nikalo jis ne [La Ilaha Illallahu]

kaha us ke dil me raai ke dane ke barabar bhalai thi. (Shauba ne kaha hai: Jawar ke

barabar bhalai thi)”

(Sunan Tirmizi Hadees no :2593, Sahih Muslim/ Al Eimaan 475, Sahih AlBukhari

Hadees no 44/7410/7509)

Page 11: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

Abdullah bin Amar bin Aas R.A kahte hain ke Rasool Allah S.A.W ne farmaya: “Allah

Taala Qayamat ke din meri ummat ke ek shaks ko chaant kar nikale ga aur sare logo

ke samne laaye ga aur us ke samne (Us ke gunaho ke) Ninna nau daftar phailaye jayege,

har daftar had nigah tak hoga, phir Allah Uzzojal puchega: Kya tu is me se kisi chiz ka

inkar karta hai? Kya tum par mere muhafiz ka buto ne zulm kiya hai? Wo kahe ga: nahi

aye mere Rab! Phir kahega: kya tere paas koi azar hai? To wo kahega: nahi, aye mere

Rab! Allah kahega (koi baat nahi) teri ek neki mere paas hai. Aaj ke din tujh par koi

zulm (w zyadati) na hogi, phir ek parcha nikala jayega jis par Ash hadu an La Ilaha

Illallahu w ash hadu anna Mohammadan abduhu w Rasuluhu “Mai gawahi deta hu ke

koi maabood e barhaq nahi siwa Allah Taala ke aur mai gawahi deta hu ke Moahmmad

S.A.W us ke bande aur us ke Rasool hain” likha hoga. Allah farmaye ga: Jaao apne

aamal ke wazan ke mauke par (kante par) maujood raho, wo kahega: Aye mere Rab!

In daftaro ke samne ye parcha kya haisiyat rakhta hai? Allah farmaye ga: Tumhare sath

zyadati na hogi. Aap S.A.W ne farmaya: Phir wo tamam daftar (Register) ek palde me

rakh diye jayege aur wo parcha dusre palde me, phir wo sare daftar uth jayege, aur

parcha bhari hoga. (Aur sacchi baat ye hai ke) Allah ke naam ke sath (Yaani is ke

muqable me) jab koi chiz to li jaye gi, to wo chiz is se bhari sabit nahi ho sakti”.

(Sunan Tirmizi Kitab: Eimaan w Islam Hadeees no: 2639, Sunan Ibne

Maja/Alzahad 35(4300) , Tahfatul Ashraf: 8855)

Maaz bin Jabal R.A kahte hain ke Rasool Allah S.A.W ne farmaya: “Jis ka akhri kalam

[La Ilaha Illallahu] hoga wo Jannat me dakhil hoga”.

Wazahat: Is liye marte waqt marne wale ke qareeb [La Ilaha Illallahu] kahna chahiye

taake uski zuban par bhi ye kalma jari ho jaye.

(Sunan Abu Dawood Kitab: Janaze ke ahkam w masayel Hadees no: 3116 ,

Tahfatul Ashraf: 11357, W qad akhraj: Musnad Ahmed 5/233/247 Sahih)

Huzur Kareem S.A.W ne ek dafa Hazrat Abu Huraira R.A ko apni naalen Mubarak

bataur nishani ataa farma kar Irshad farmaya ke jao aur jo aisa admi mile jo yakeene

qalb ke sath La ilaha illallahu ki gawahi deta ho us ko meri taraf se Jannat ki Basharat

suna do.

(Muslim Shareef Kitabul Eimaan Hadees no 147)

Page 12: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

Rasool Allah S.A.W ne Maaz bin Jabal R.A ko jab Yaman bheja to farmaya: Ahle kitab

tumhare paas aayege aur puchege ke “Jannat ki kunji kya hai?” to inhe bata dena ke

[La Ilaha Illallahu] ki gawahi hai. Lekin ye kunji be dandane ke hai. Agar dandane wali

kunji lao ge to Jannat khulegi warna nahi khulegi.

(Dandano se muraad yaha Iqrar e Billissan w tasdeeq bil qalb hai).

(AlSunan Kubra Al Bahqi: Kitabul Janyez Baab Maja fi Al janayez pg: 165,

Nuzhatul Qadri Sharah Sahih Bukhari : Jild 4 pg 5, Sahih Al Bukhari Kitab

janaze ke ahkam w masayl baab: Janazo ke baab me jo Hadeese aayi hain in ka

bayan aur jis shaks ka akhri kalam La ilaha illallahu, is ka bayan- Hadees no 1237

ki taleek )

Maulana Aini R.A ne farmaya ke lughat me Eimaan ke maani tasdeek ke hain aur

Shariyat me dil aur zuban se tasdeek ke hain aur kamale Eimaan aamaal se hasil hota

hai. Hidayat al masalik fi hal tafseer al madarak me likha hai ke Eimaan sharayi se

murad tasdeek e qalbi maa iqrar e lissani hai, amal me dakhal nahi balke is se khaarij

hai aur kamaal Eimaan ki shart hai.

Imaame Aazam Abu Hanifa R.A ka qaul hai, Eimaan dil ki tasdeek aur zuban ke

iqrar ka naam hai aur aaza ke aamaal nafse Eimaan se kharij hain. Haan! Wo Eimaan

me kamaal badhate hain aur husn paida karte hain.

(Maktubaate Imaame Rabbani R.A)

Jink e Qalb Pe Mohre Nabuwwat Sabt Hai Maroof

Ye wo Sikke Hain Jo Har Daur me Darkat Hote Hain

(MAROOF PEER)

9

Page 13: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

Faniyamul Maulaa Wa Niyamul Naseer

Shajrae Qadriya Aaliya Khulfayyia rozana baad Namaz e Fajar tilawat kare, hafta ya

mahina me zarur ba zarur padhe aur is ka sawab buzurgane deen ko pahchaaye. Shajra

qabro me rakhne se tilawat karna bahtar hai. Quran w Ahadees nez digar khazayen

aslaaf w buzurgan e Silsila se jis taalim e talkeen se sarfarazi hasil hai man w an seena

ba seena pahchaayi gai. Taalimaate Kalmaye Tayyeb jo Silsile Qadriya Aaliya

Khulfayia ka khasa hai is ki hifazat kare aur is par amal paira rahe. Aur jo amanat

daroone dil di gayi hai us par qaadir shakir rahe. Huzur pur Noor Shaikhul Aashiqeen

“Hazrat Khwaja Shaikh Mohammed Abdul Rauf Shah Qadri Al Chishty Iftekhari Peer

Fehmi M.A ka ahsaan e azeem hai ke jinhone man arfahu ki Daulat se mala maal kiya.

Aur Marefat ke durre be baha Inayat karke baroze Itwar batareekh 24 Rabiul awwal

1419 Hijri bamutabik 19 July 1998 Eiswi bamakam Bijapur shareef bamauke Urs

Mubarak Hazrat Peer Aadil R.A khilafat e Qadriya Aaliya Khulfayyia se nawaza aur

ijazate tableegh Kalmaye Tayyeb ataa kiye. Morkha 24 Rabiul awwal 1420 Hijri ba

mutabik 9 July 1999 Eiswi Khilfat Chishtiya Bahishtiya se bhi sarfaraz farmaya jin ka

wasta Hazrat Peer Aadil Bijapuri R.A hare gunbad bijapur shareef se milta hai. Aap ke

altaf inayat se silsile khidmate khalq jari rahe.

“Iqrare Billissan w tasdeeq bilqalb” se dilo jaan ko Kalma tayyeb se pur noor kare.

Anmbiyao ki bare amanat auliyao ne payi. Khalqallah ta dam Qayamat auliyao se pati

rahegi. Peer fakeer aashiqane Rasool, fidaiyane Auliya Allah bakhabar hain Man arfa

nafsahu faqad arfa rabbahu jis ne apne nafs ko jana wo apne rab ko pahchana. Yahi wo

raaz hai jo seena ba seena muntakil hokar dilo jaan nigah w zahen ko munawwar karta

hai isi Roshni me sab kuch dekh sakte hain. Lihaza har fard bashar ko dawate fikr di ja

rahi hai taake wo is raaz se mustafiz ho aur apni duniya w deen ko sawar kar dono jaha

me sarafaraz ho.

“Iqrare Billissan w tasdeeq bilqalb” ki taalim w tafheem ke liye Murshid e kamil ki

sakht zarurat hai.

Page 14: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

Zikre Ruhi se jise pyar hua

Allah walo me wo shumar hua

(Hazrat Peer Aadil R.A)

Roze mahshar mujhe mere khandan ko sadqaye Aale Hashim mile

bashariyat ko chahiye ruju alallah ho aur mabood haqeeqi ke samne

jhuk jaye. Dil, zuban, aankho ko kano ko, hath paao ko sagheera w

kabeera gunaho se baaz rakhe. Halaate haazra se sabaq hasil kare

warna har shaye fana hone ko hai. Allah buzurg w bartar taufeek

nek ataa kare.

Aameen Summa Aameen Ya Rabbaul Aalameen

Duago:

Khakpaye Peer Khwaja Sufi Shaikh Mohammed Farooque Shah

Quadri Chishty Aadil Fehmi Nawazi Maroof Peer M.A

Page 15: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIM

LA ILAHA ILLAL LAHU MOHAMMADOOR RASULLULLAHE (S.A.S)

1} ALLAHHUMMA IRHAMLANA BE NABUWATE HAZRAT SAYYADUL MURSALIN KHATEMUN NABBIYEEN SHAFIUL MUZNABIN RAHMATLUL LIL AALEMIN IMAMUL AWWALIN WAL AAKHERIN AHMADE MUJTABA MOHAMMED MUSTAFA { Salla llahu 'alehe wasallam}.

2} ALLAHHUMMA IRHAMLANA BE VILAYATE HAZRAT AMIRULMOMINEN IMAMULMUSLEMIN KHATEMUL KHULFAYE RAASHEDIN MAULAYE MOMENIN MAZHARUL AJAIB WAL GARAYAB NOORUL MASHARIQ WAL MAGARIB BABUL IRFAN SHAAREH-AL-SIRRE WAL-QUR’AAN KAASHEF-UL-RAMZ WAL-ASRAR KASEM-UL-FAIZ WAL-ANWAR ASADULLAH-UL-GALIB SAYYEDNA WA MAULANA ALI IBNE ABI TAALIB" { KARAM ALLAHA WAJHU }.

Page 16: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

3} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA HASAN BASRI { Qudas Ullah Sirrahu }. 4} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA ABDUL WAHID BIN ZAID { Qudas Ullah Sirrahu }. 5} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA FUZAIL BIN AYAZ { Qudas Ullah Sirrahu }. 6} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SULTAN IBRAHIM ADHAM BALKHI { Qudas Ullah Sirrahu }. 7} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA HUZAEFATUL MARASHI { Qudas Ullah Sirrahu }. 8} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA AAMINUDDIN HIBRATUL BASRI { Qudas Ullah Sirrahu }. 9} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA ALAUDDIN MUMSHAD ULVI DAINURI { Qudas Ullah Sirrahu }. 10} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SHAMSHUDDIN ABU ISHAAQ CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 11} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA ABU MOHAMMAD ABDAL CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 12} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA NASIRUDDIN ABU MOHAMMAD CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 13} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA NASEUDDIN YUSUF CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }.

Page 17: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

14} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA KUDBUDDIN MAUDUD CHISHTI {Qudas Ullah Sirrahu }. 15} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SHARIFUDDIN ZANDENI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 16} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA USMANE HAROONI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 17} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA-E-KHWAJGAA KHWAJA-E-AAZAM SULTANUL HIND ATA -E- RASOOL GARIB NAWAZ SAYYADI WA SANADI MOINUDDIN HASAN SANJARI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 18} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA KUTBUDDIN BAKHTIYAR KAKI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 19} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA FARIDUDDIN GANJE SHAKAR CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 20} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA NIZAMUDDIN AULIYA MEHBOOBE ILAAHI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 21} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SIRAJUDDIN AKHI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 22} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA HAMIDUDDIN CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 23} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA JAMALUDDIN SAJADANDI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 24} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA ANISUDDIN KIRMANI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }.

Page 18: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

25} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SHARIFUDDIN HAANSVI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 26} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA YUSUF TIBRI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 27} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA DAWOOD CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 28} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA DANIYAL PARSA CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 29} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA BAYAZEED MUTWAKKAL CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 30} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SHAH MOHAMMAD LUCKNOWI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 31} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA PEER SHAH KAREEM SALONI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 32} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA PEER SHAH ATAA CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 33} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA PEER SHAH ASHRAFUL MUSHARRAF CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 34} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA PEER SHAH AQADDAS MUQADDAS CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 35} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA PEER SHAH SHUJAUL HAQ ALHAQQANI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }.

Page 19: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN

36} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SAYYED AKBAR ALI SHAH HUSAINI CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 37} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SAYYED IFTEKHAR ALI SHAH WATAN CHISHTI { Qudas Ullah Sirrahu }. 38} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate HAZRAT KHWAJA SHAIKH KARIMULLH SHAH QADRI CHSHTI IFTEKHARI { Qudas Ullah Sirrahu}. 39} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate PEER ROSHAN ZAMEER HAZARAT KHWAJA SAYYED MOHAMMAD BADSHA QADRI CHISHTI IFTEKHARI YAMNI QADEER { Qudas Ullah Sirrahu }. 40} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate SHAIKHUL WAASILIN KUTBUL AQTAB AARIFE BILLA HAZARAT KHWAJA SHAIKH MOHAMMAD HUSAIN SHAH QADRI CHISHTI IFTEKHARI ALHASNI WAL HUSSAINI

PEER AADIL BIJAPURI { Qudas Ullah Sirrahu }.

41} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate SHAIKHUL AASHEQEEN MUHEBBUL AARIFEEN HAZARAT KHWAJA SHAIKH MOHAMMAD ABDUL RAUF SHAH QADRI CHISHTI IFTEKHARI

FEHMI PEER { Madzillahulaa’li }.

41} Allahhumma Irhamlana Ba Karamate SHAIKHUL AARIFEEN HAZRAT KHWAJA SHAIKH MOHAMMAD FAROOQUE SHAH QADRI CHISHTI

AADIL FEHMI NAWAZI MAROOF PEER { Madzillahulaa’li }.

Page 20: BISMILLAH HIR REHMANIR RAHIMmaroofpeer.com/pdf/SHAJRA_ENGLISH_ 2020.pdfSHAHEEDE KARBALA ABUL AAYEMA IMAM HUSSAIN" {ALE-SALATO- SALAM} 43} Ilaahi ba hurmat-e-raaz w niyaz "HAZRAT AMIR-UL-MOMINEN