jannatul baqi - short presentation

Post on 07-Jul-2015

3.566 Views

Category:

Spiritual

3 Downloads

Preview:

Click to see full reader

DESCRIPTION

Presentation includes details about historical analysis about the creation of Middle East, reality of Aale Saud, Creation of Israel and our responsibilities for the reconstruction of Baqi.

TRANSCRIPT

Specially made on the occasion of anniversary marking its destruction

and whoever respects the signs of Allah, this surely is (the outcome) of the piety of hearts. (22:32)

Jannatul Baqi me Ahlebait (a) ke sath bahot saare ashab o ansar e Rasul (s) dafn hai

Inme se chand naam is tarah hai: J. Fatema (s) Imam Hasan (a) Imam Sajjad (a) Imam Baqir (a) Imam Sadiq (a) J. Umme Salma (r) Hazrat Abbas (R) (Rasule khuda ke chacha)

Aur bahot se ashabe Rasul (s)

Baqi Sirf Shio ke liye muqaddas nahi balke saare Musalmanoke liye muqaddas hai

San 1800 me duniya me European colonialism

Angrezo ka badta kabza

1914 me World War I ka hona

Ek aham maqsadUsmaniya Khilafat kotodna tha

1910 me UsmaniyaKhilafat duniya ki tisrisabse badi hukumat

War ke baad SaltanateUsmaniya 20 se zyadatukdo mei batna

British supporters in Mulko ke badshah bane

Jis mei se Hijaz Aale Saud ko diya gaya, Iraq, Syria, Jordon aur Egypt, Sharif Hussain ke 4 beto ko diya gaya

1925 mei Israel ko ek desh banane ki koshishe tez

Yahudiyo ka Musalmano ki zameen par kabza

Arab mamalik ki khamoshi

Trans Jordan 3 hiso mei bat gaya

1. Jordan; jo is ke phle desh tha he nahi2. Palestine jo Arab Palestiniyo ko diya gaya3. Israel; jo Palestin ki zameen pa UN ki madat se duniya bhar se aaye

huwe yahudiyo ko diya gaya

1948 mai Britishers ka Trans Jordan ko chodne ka fasla

Hukumat mai aate saathhi, Aale saud ne bohat saremuqadas jagaoo ko giranashuru kar diya, jise me se Jaant ul baqi, Jannatulmualla, Rasule khuda (s) aur unke alhlbayt (a) keghar bhi shamil hai.

Saudi unke manne walo kealawa sabhi logo ko kafirmante hai

Inki sajisho me se ek sajish yeh haiki who islamic moqadaso ko nistohnabud kar de ta ki islam ki tarikhmit jaee.

Muslmanoo ki bheech, khususanshia sunni ki darmiyaan fitna aurfasad payda ho

AAJ Saudi arabia isreali hatiyaro ka sabse badA Kkharidar hai, aursyriya ke atankwadiyon ki madatkarta hai kyunki Syria Israel kekhilaf hai

Hamesha Olema ki qayadat me rahe

Aise koi kaam na kare jisse aapas me tafriqa paida ho

Khususan Shia aur Sunni ke bich ITTEHAD ke liyekoshish kare

Ye yaad rahe ke Jannatul Baqi ki tamir usi waqtmumkin hai jab America aur Israel se hume nijaat mile

Thank You

top related