bazar he pathar he zainab ka khula sar he nazim party understandingaza.com

21
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Upload: omari-pape

Post on 01-Apr-2015

242 views

Category:

Documents


8 download

TRANSCRIPT

Page 1: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Nazim Party

understandingaza.com

Page 2: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 3: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Ek giryae khuni ki, jaati hi nahin laaliSajjad ki aankhon ko dekha hi nahin khaali

Ya khoon he ankhon mein (x2)Ya Shaam ka manzar he

The tears of blood that were cried have still left its redness

Sajjad’s eyes are never empty Either there is blood in his eyes

Or the scenes of Shaamunderstandingaza.com

Page 4: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 5: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Latka dare kufa par, dekha he koi laashaKyun chauk se mehmil ki, Zainab ne he sar

maaraHar waqt lahoo se kyun (x2)

Zainab ki jabi tar he

Has she seen a body hanging on the doors of Kufa?

Why is Zainab hitting her head on the frame of the carrier

Why is the forehead of ZainabAlways filled with blood?

understandingaza.com

Page 6: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 7: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Ye shoro bukaa kya he, Maatam ki sada kya heTawheed bachaaye jo, who karbobala kya he

Ye he sare sarwar ya (x2)Zainab teri chaadar he

What are these tears and what is this matam?What is the Karbala that has saved Tawheed?

It is either the head of I. Hussain (AS) Or your head covering, Zainab

understandingaza.com

Page 8: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 9: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Ye Shaame Gharibaan se, pur haul bayabaan takBazaar se kufa tak, darbaar se zindaan tak

Be rehm tamaache he (x2)Aur shah ki dukhtar he

From Shame Gharibaan to her graveFrom the markets to Kufa, From the courtyard

to the prisonThere were merciless slaps

And the daughter of I. Hussain (AS)understandingaza.com

Page 10: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 11: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Takrati he sar apna jaaye to kahaan jaayeMasoom Sakina ko, ghash aaye ke maut aaye

Uske liye zindaan me (x2)Bas khaak ka bistar he

She constantly bangs her head, where could she go?

The innocent Sakina, whether she faints or diesIt is only a bed of sand

For her in the prisonunderstandingaza.com

Page 12: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 13: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Woh qalb the kaise jo, jaan legayi sarwar kiPathar to who hai jisne, pathar ki haya rakhi

Ai sange halab tujhko (x2)Kaise kahun pathar he

What kind of a heart did he have, who killed I. Hussain

A stone is that who keeps his respect as a stone Oh the stone of Halab,

How can I even call you a stoneunderstandingaza.com

Page 14: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 15: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Jo barh ke har ek durra, khud pusht pe khaati heKhood khoon me nahati he, Zainab ko bachaati

heHaa ye he wohi fizza (x2)Qambar ki jo hamsar he

The one who forwards herself to take the torture instead

She covers herself in blood to protect Zainab Yes this is Fizza

The likes of Qambarunderstandingaza.com

Page 16: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 17: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Kyun haaye hussaina ka, eik shor sa uthta heSar ghazi ka neze se, kyun khaak pe girta he

Ghaazi ki behen shayad (x2)Balwe me khule sar he

Why is there a cry of Oh Hussain rising?Why is the head of Abbas falling from the

spear? Perhaps it is because Abbas’ sisterIs in the open without her covering

understandingaza.com

Page 18: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 19: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Maqtal me khuda jaane, kya cheen liya iskaIk haath kaleje par, rehta he bhara jis ka

Lagta he mujhe shayad (x2)Ye maadare Akbar he

In the battlefield, god knows what was taken away from her

One hand of hers is always on her heart I feel like perhaps

It is the mother of Akbarunderstandingaza.com

Page 20: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he

The markets, the stones and the uncovered Zainab

For every wound Zainab is grateful to the Lordunderstandingaza.com

Page 21: Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Nazim Party understandingaza.com

Eik karbobala awwal, eik karbobala aakhirKehte he naveed jis ko, Shabbir jo hai zaahir

Aur jo pasay parda he, who Zainabe muztar he

There was the first Karbala, and then the second Karbala

The Karbala that was manifest was that of Shabbir’s

And the second that was hidden is the Karbala of Zainab

understandingaza.com